Aawaara main naa ban paaya...
Aawaara main naa ban paaya... deewana tune ban'ne na diya...
Bhul main naa paaya tujhe... Yaad tune karne naa diya...
Pyaar tujhse naa karu, khud ko... rokh taa raha!
Is ajeeb dil ko, humesha... kos' taa raha!
Ijaazat to hai nahi, mann ko... tok taa raha!
Parr tere hi khayaalo mey, main... doob taa raha!
Tere binaa jiney ki tamanna naa thi..
Tere yaadon ko mitaane ki chahat na thi!
Un beeete hue lamho ke saath jee taa raha...
Tere judaai ki aadh me mai pee ta raha..
Jaam ne bhi, kabhi mera saath naa diya
Tere chahat ney nasheko chadhne naa diya
Zahar ne bhi ... is zindagi ko kabhi dhoka naa diya
Saans ko kabhi tere bin rukhne naa diya..
Milne ki tamanna liye mai jeeta raha...
Saraab mey hi mai tumhe dekh ta rahaa
Tere khayaalo mey main... doob taa raha!
Zindagi ka saath mai nibhaataa raha

this piece really longs for her
ReplyDeletei request her to accept his pleadings and finally say 'i agree'.
it will help everyone if she agrees ;)
we'll compose a tune and make this a new kolaveri. Instead of "nice post", I prefer saying "awesome lyrics"..
ReplyDeleteGreat words...more importantly impressive way of capturing someone teetering on the border :P
ReplyDeleteKeep 'em comin' !!!
@ravi ... there is no one.. i wrote the feelings of all our estranged friends ;)
ReplyDelete@prabhat.. already told kadambini...
@AB "teetering on border antey"?
atu povala itu povala teleenappudu 'teetering' antaaru...
ReplyDeleteaina mana best friend google ni adagochu kada :P
Chala baaundi! Tune kadadaamaa deeniki ? :)
ReplyDeletekadaam kadaam :)
ReplyDeleteWould make a beautiful Song :) Look for a composer :)
ReplyDelete