Posts

Showing posts with the label Poetry

April Phools Day

Unhone ne kaha, April Fools Day Hum ne samjha, Abey Phool Dey! Phool dene se jo na ho saka, Fool banke usney kiya, our wo Fool ban gaye Phool, jab chahre pe unhoney muskaan la diya! Happy Phools day!

Koshish Karne Waalon Ki Kabhi Haar Nahi Hoti

This is one of most inspiring poems i have come across written by Harivanshrai Bachchan The poems quotes simple examples to tell that those who try they never fail. The Poem लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती, कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती। नन्हीं चींटी जब दाना लेकर चलती है, चढ़ती दीवारों पर, सौ बार फिसलती है। मन का विश्वास रगों में साहस भरता है, चढ़कर गिरना, गिरकर चढ़ना न अखरता है। आख़िर उसकी मेहनत बेकार नहीं होती, कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती। डुबकियां सिंधु में गोताखोर लगाता है, जा जा कर खाली हाथ लौटकर आता है। मिलते नहीं सहज ही मोती गहरे पानी में, बढ़ता दुगना उत्साह इसी हैरानी में। मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती, कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती। असफलता एक चुनौती है, इसे स्वीकार करो, क्या कमी रह गई, देखो और सुधार करो। जब तक न सफल हो, नींद चैन को त्यागो तुम, संघर्ष का मैदान छोड़ कर मत भागो तुम। कुछ किये बिना ही जय जय कार नहीं होती, कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती। Lehron se dar kar nauka paar nahi hoti Koshish karne waalon k...

Nidar na hone ka lagta hai darr

dar se lagta hai darr, dar se lagta hai darr, dar pe jeet na pane ka lagta hai darr. nidar na hone ka lagta hai darr haar ka darr nahi to ....jeet kaise paaunga jeet ka darr ho to .... haar hi to paaunga darr bura hai, acha bhi hai,   khota nahi kabhi, woh to sacha hai.. buzdil nahi, kaayar nahi, kamzoor bhi main nahi... nadaan tha to darr na tha, samajh se to badhti gayi.. raat se bhi darr nahi, dil ke andhere se lagta hai darr. khudaa se to darr nahi, mazhab se lagta hai darr... dushmani se darr nahi, nadeem ko khone ka hai samajh se lagta hai dar...  samajh se lagta hai dar...  is jeev buddhi se lagta hai darr... haar se nahi, jeeth se nahi nidar na hone ka lagta hai darr nidar na hone ka lagta hai darr PURPORT: I fear of fear, I fear of not winning over fear, not able to be fearless.... I How will i win if i do not have fear of failure, if i have fear of winning, i am sure to fail ... II fear is bad, good as well, but never a...

Kaise Mai Izhaar Karu

A small snippet of a young boy questioning the love. Kaise mai izhaar karu, Ye jo hai dil ki baat Kahu to mai kya kahu,  Ye jo hai dil ki baat Dil ne dil se kah to diya.. Aakhon ney bhi to ishaara kiya... Bas in labon ko ab kehna hai... Par lafzo mey ab kyon kehna hai... Pyaar hi to hai is dil mey... Tum bhi to ho is dil mey,  Tum hi to meri himmat ho.. Phir kehne se kyon darta ye dil... Pyaar to tumhe bhi hai Isey hubahu samajhta hai dil..  Ye jo hai dil ki baat...  Ab labon ko kyon kahna hai. PURPORT How should i convey, what should i convey, these are words of the heart.. Hearts have spoken, Eyes have Spoken, Just need to say in words (lips should speak), why should i say in words.. Its love filled in this heart, you are also in this heart, your are my courage, why do i fear (to say)... You love me as well, heart knows it very well, these words of heart, why should i say it in words...

Aawaara main naa ban paaya...

Aawaara main naa ban paaya... deewana tune ban'ne na diya... Bhul main naa paaya tujhe... Yaad tune karne naa diya... Pyaar tujhse naa karu, khud ko... rokh taa raha! Is ajeeb dil ko, humesha... kos' taa raha! Ijaazat to hai nahi, mann ko... tok taa raha! Parr tere hi khayaalo mey, main... doob taa raha! Tere binaa jiney ki tamanna naa thi.. Tere yaadon ko mitaane ki chahat na thi! Un beeete hue lamho ke saath jee taa raha... Tere judaai ki aadh me mai pee ta raha.. Jaam ne bhi, kabhi mera saath naa diya Tere chahat ney nasheko chadhne naa diya Zahar ne bhi ... is zindagi ko kabhi dhoka naa diya Saans ko kabhi tere bin rukhne naa diya.. Milne ki tamanna liye mai jeeta raha... Saraab mey hi mai tumhe dekh ta rahaa Tere khayaalo mey main... doob taa raha! Zindagi ka saath mai nibhaataa raha Aawaara main naa ban paaya... deewana tune ban'ne na diya... Bhul main naa paaya tujhe... Yaad tune karne naa diya...

Jis mahobat mein nafrath nahi hoti

Jis mahobat mein nafrath nahi hoti, us pyar mein kya maza ... Jis raah mein rukhawat nahi hoti, uspe chalne ka kya maza ... (extended by Ravi Balgi) woh manzill hi kya, joh nazarane see mil jaayein woh kashtee hi kya , joh khamosh samandar mein raj karein andaaz ho toh ho us parwane jaisaa, joh shamaa ki raaah chal, khudeeko jalaa detaa hain...

My Childhood Love

I go to bed with her every night! And sometimes when the sun’s shining all bright! She teases me, by trying to clasp … Every time I have to work whole night! Teases again when I am obsessed with her Moving away like the mirage in a desert! She used to come along in every class, And played the game of hide and seek After a hard day, I reach home from the work, She quickly embraces me and relieves all the stress. She does not leave me a single day, And I cannot live without her. I know she loves me the most, And I love her more than anyone on earth! My girlfriend envies her, but loves her more than I do, for she too cannot leave without the "Sleep" ------------- I was inspired to write this when Kiran  asked a question of FB - "What is your relationship with Sleep?"

Ittefaq

ittefaq se pyaar nahi hota, na ittefaq se hoti hai koi mulaquaat. bakht ho ya badnaseeb, taqdeer kabhi ittefaq se nahi badal jaati, humey jo ittefaq lagta hai, wo bas khuda ki tarkeeb hoti hai.

Aarzoo to badey hi, dil mey liye baitha tha...

Aarzoo to badey hi, dil mey liye baitha tha, Zindagi aap ke saath bitaane ki tamanna liye baitha tha, Jeewan ki is raah mey, aap ke saath ki guzarish thi. Jab yea pata bhi tha ki, hum, aapko quabool hi na the. Naa jane kyon har lamha yaad karta tha tumhey, Aap ke saath betaayi hui har pal nazar aati thi humey, laakh koshish ki, phir bhi bhula na paaya tumhe, Jab yea pata bhi tha ki, hum, aapko quabool hi na the. Shaq to koi nahi ki jigar me bhara, pyaar hi tha, Kisi ne kaaha, dil mey bhara pyaar chahare par dikh jaata hai, Nazar naa aaye to, kaat ke bhi dikha dete hum. Par kya kare aap ney, sar uthake humey dekha tak nahi. Pata tha ki, aap ko, hum quabool hi na the, Phir bhi aap se milne ki tamanna badi dil mey thi, Chahat thi bas milke baat karne ki, Kuch lamhe aap ke saath bitaane ki. Naa jaane phir kab mulaaquat hogi, Hogi bhi to, waqt bahut aage nikal chuki hogi. Tab naa mujhme kuch kahne ki himmat hogi Aur na tumhe kuch sunaney ki ijaazat. Zindagi ka ye kh...

Holi bas rangoon kaa tyovhaar nahi hota

Holi bas rangoon kaa tyovhaar nahi hota, jazbaat miley hoti un rangoon mey Holi sirf rangoon kaa milan nahi hota, khushiya mili hoti hai un rangoon mey rang, bhang aur pichkaari to sab bahaana hai, dosti kaa ehsaas dilaane ka zariya hai. Rang, bhang aur pichkaari to sab bahaana hai, Holi to... dost banaaney ke liye hoti hai, dosti badhaney ki liye hoti hai... ladki ko rang laagaane ke liye hoti hai, bhang ko chadhaane ke liye hoti hai... nukkad pey naachne ke liye hoti hai, paani me bheegne ke liye hoti hai... dubaara bachpan yaad dilaane ke liye hoti hai, masti bhare paloon ko laane ke liye hoti hai... cinema ke geet banaane ke liye hoti hai, box office par chhaane ke liye hoti hai.. khushiya baatne ke liye hoti hai, pyaar badhaane ke liye hoti hai... hai to holi bas ek bahaana... un beeti hui lamho ko yaad dilaane ke liye... hai woh pal tera intazaar mujhe... raah dekhunga rang mai haato me liye...

Beekaraar hota hai ye dil

This was written as my feeling before i left for mumbai to meet new frnds at NITIE... ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ naa kisi ko hai dekha.. na kisi se mulaaqaat hui... phir bhi milney ke liye bekaraar hai ye dil... naajaane kaise dost hoonge, naajaane kaise log hoonge... bas tu hoga khushnaseeb, kehta hai ye dil.. ek taraf maa baapu se bichadne nee kaa gham... doosri taraf naye jagah rah paane kaa darr... nayee raaste hoonge, nayi galiya hoongi... kisi ko pata nahi, koun kahaa ghoom jaayega... phirbhi naye dooston se milne ke liye, beekaraar hota hai ye dil... ghar ka achar naa hoga, naa hoga maa ke haath ka daal chaval.. purane dost na honge, naahi caahne waali ladki hogi.. naa hoongi ye galiya, na is sheher ki gardi.. naa koi dhobi hoga... naa ghar ka aaraam hoga phirbhi naye dooston se milne ke liye, beekaraar hota hai ye dil... kya pata kis liye ye dil bekaaraar hone lagta hai... bas pata chala.. doostoon ke sang..... mitti se bh...

Duaoon se banti hai kismat

Kisi ne kaha.. duaoon se banti hai kismat humaari. Aap ki dua hoo to.. khudaa apni haaton se banaayega kismat hamaari ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ my works, came up while i was chatting with my senior, Sandeep Pratap, who helped me a lot to get admission into NITIE. He wished me all the very best.. :)