Nidar na hone ka lagta hai darr
dar se lagta hai darr, dar se lagta hai darr, dar pe jeet na pane ka lagta hai darr. nidar na hone ka lagta hai darr haar ka darr nahi to ....jeet kaise paaunga jeet ka darr ho to .... haar hi to paaunga darr bura hai, acha bhi hai, khota nahi kabhi, woh to sacha hai.. buzdil nahi, kaayar nahi, kamzoor bhi main nahi... nadaan tha to darr na tha, samajh se to badhti gayi.. raat se bhi darr nahi, dil ke andhere se lagta hai darr. khudaa se to darr nahi, mazhab se lagta hai darr... dushmani se darr nahi, nadeem ko khone ka hai samajh se lagta hai dar... samajh se lagta hai dar... is jeev buddhi se lagta hai darr... haar se nahi, jeeth se nahi nidar na hone ka lagta hai darr nidar na hone ka lagta hai darr PURPORT: I fear of fear, I fear of not winning over fear, not able to be fearless.... I How will i win if i do not have fear of failure, if i have fear of winning, i am sure to fail ... II fear is bad, good as well, but never a...